Menu
blogid : 10410 postid : 3

insan bano

khullam khulla
khullam khulla
  • 14 Posts
  • 11 Comments

hindu n bano yaro , musalamaan mat bano chhoti si jindagi hai, shaitan mat bano shuli ke dar se satu tu kahanaa n chhod do sachchaai ke liye tu ladanaa n chhod do lakho jatan ke baad bhi ek din hai sabako jana jivan ki is sachchaai se anjaan mat bano….dukh dard kuchh nahi hai ehasaas hi to hai, jis par hai tujhako naj mahaj saans hi to hai. lekar gayaa sikander kya is jahaan se nashwar jahaa ke khaatir beimaan mat bano .

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply